Jis Mail Se Blogspot Id Banaya Hain Usi Se Ads Network Le Sakte Hain Ya Dusri Gmail Se Ads Network Le Sakte Hain

Jis Mail Se Blogspot Id Banaya Hain Usi Se Ads Network Le Sakte Hain Ya Dusri Gmail Se Ads Network Le Sakte Hain 

Hello Dosto Aaj Main Apke Liye Ek Or Very Short Trick Ka Article Lekar Aaya Hooo To Ek Sathi Ne Puchaa Tha Ki Jis Gmail Se Blogger Ki Id Banai Hain Kya Usse Hi Ads Network Apply Kar Sakte Hain Yaha Koi Others Gmail Se Bhi Ads Network Le Sakte Hain To Hain Dosto Aise Ho Sakta Hain Jaruri Nahi Jis Gmail Se Tumne Blogger Id Bana Rakhi Hai Use Gmail Se Ads Network Ko Apply Karo Aap Chaaho To Dusri Gmail Se Bhi Ads Network Ko Apply Kar Sakte Ho But Yeh Yaad Rakha Jab Aap Kisi Bhi Ads Network Par Sign Up Karoge To Sign Up Kisi Bhi Gmail Se Kar Lena But Apko Domain Ya Blogspot Ka Domain Yani Apni Blog Ki Url Wahi Dalni Jis Blog Ya Website Per Apko Ads Lagna Hain Apko Wahi Domain Dalna Hai Ya Coustom Domain Dalna Hain 


Agar Apki Adsense Account Terminate Ho Gya Hain Yaha Adsense Block Ho Gaya Hain To Aap Dusri Mail Se Adsense Account Bana Ke Apni Blog Ko Apply Par Dal Sekte Hain Agar Ab Bhi Apko Samajh Mai Nahi Aaya Ho To Aap Mujhe 

Gmail Samratvishal780@gmail.com 

Per Mail Kar Ke Puch Sakte Hain To Dosto Yahi Ek Chhoti Se Short Post Thi 

Comments

Popular posts from this blog

Powerball at its 33rd straight drawing, now at $1.4 billion